Dua sms
Teri Ek dua k jawab ma,
haath utthey hain sawal ko,
Tujhay Rab kabi na malal day,
Tujhay Rab kabi na zawal day,
Teri sab balaon
ko taal day,
Teri zindagi ko
sanwar day,
Tujhay aisa husano jamaal day,
Mere Rab se hay
yehi Eltija,
Apni Rahmaton k
sab gulaab,
Wo teri jholee
ma daal day.
AAMEEN!